Saturday 11 May 2013

Jab Me Dooba


Jab Me Dooba To Samundar Ko Bhi Hairat Huwi Mujh Par,,,

mAhI
""Ajeeb Shakhs Hai Kisi Ko Pukarta Hi Nahi.

Is dunia me


Is dunia me wafa karne walo ki kami nai hai "Faraz"

Bs payar hi us se ho jata hai jo Bewafa hota hy...!

Fursat


Nahi "Fursat" yaqeen mano hamai "Kuch or" krny ki,,,
"Teri yadain",
"teri batain" bahut "masroof" rakhti hain....

Hum


Hum aah b karen to ho jate hen badnam

Wo katal bhi karen to charcha nahi hota

Aankhon


Aankhon May Haya Ho To Parda Dil Ka Hi Kafi Hai .."IQBAL"..

Nahi to Naqabon Say Bhi Hoty Hein Ishaaray MOHABBAT k.

Nazar


Har Nazar hoti hai khud Apne he Dil ka Aaina...,,
Jis nay Dekha jis Nazar say us nay us Tarah jaana mujhe....

Yaadon


Mri Yaadon Se Agr Bach Niklo To wadha Hai Mera Tum Say....!

..."Mein Khud Duniya Se Keh Dun Ga Kami Meri wafa mein Thi.

CHAND


Utra Tha "CHAND" Hamare Aangan me..

Par "SITARON" Ko Ye Gawara Na Tha..

Hum Tu "SITARON" Se B Baghavat Kr Lete.
Par Kya Krty "CHAND" Hi Hamara Na Tha.

WARIS SHAH


WARIS SHAH"

Eithay kinnu Maan Wafawan Da,

Te kinnu Naaz Adawan Da,

Asi Peele Patte Darakhtan De,

Sanu Rehnda khauf Hawawan Da....

Phir aj


Phir aj muskura k unhon ny kia salam....|

Phir ek zara c aas py jeena para mujhy...!!

Mehsus


Mehsus Kar Raha Hon Main Jeene Ki Talkhiyan . . .

Shayed Kisi Ko Mujh Se Muhabat Nahi Rahi..

Kabhi kabhi


'Kabhi kabhi Pathar ki Thokar $e b Aati Nahi khraash,,,



"Kabhi Ek Zara $i Baat $e Insaan Bikhar Jata Hai..

Ae DiL


Ae DiL tu TANHAIYON mein rehne ka AADI hoja...."
.
.
.
jinhein tu YAAAAD karta hai wo bare MASROOF rehte hain.

Mohabbat


Mohabbat Bhi Hoti Hai To Zaroorat K Paish-e-Nazar._._._.

Ab Ek Nazar Mein Lutt Jaane Ka Zamana Nahi Raha._._._.

KANGAN


Samjh kr Kannch ka Tukra Tarasha Mujh ko Dunia nay "SAHiL"

Bana phir bi nahi KANGAN Teri Nazuk Kalai ka
Good morning.

Baazi


Shamil hoon kheil main faqat teri tafreeh k liye

Baazi tau bari dair say main haar chuka hoon

Qissa


Qissa abi hijab se aage nhi barha

Main app, wo janab sy aage nhi barha

Muddat hui kitab-e-muhabat shuru kiye

Lekin main pehly baab se aage nhi barha

Lambi musafatein hein mgr is swaar ka

Pa'on abi rakaab se age nhi barha

Tool-e-kalam k lye main ne kiye sawal

Wo mukhtasar jawab se age nhi barha

Rukhsar ka pata nhi ankhen to khub hein

Deedar abi naqab se aage nhi brha.

Guzar jaye gi


Guzar jaye gi zindagi us k bagair bhi

Wo hasrat-e-zindagi hai shart-e-zindagi to nahi......

Kash


Kash Ye Dil Apne Ikhtiyar Main Hota...... "Ghalib"
Na Kisi Ki Yad Ati Na Kisi Se Pyar Hota. . . . . .

Ab Wahan


Ab Wahan Yaadon Ka Bikhra Howa Malba Hi To Hai...

Jis Jagah Ishq Ne Bunyad_e_Makan Rakhi Thi...!

Har kisi ko dil ka haal sunana chor diya,


Har kisi ko dil ka haal sunana chor diya,

Hum ne bhi Gehrai mei jana chor diya,

jab kisi ko yaad hi nahi ati hamari,
to Hum ne bhi Ehsaas dilana chor diya

muhabbat


Teri muhabbat K Piyasay Thy To Hath Phela Diaye.,
Warna
Hum to apni zindagi k liye bhi dua nhi karty. .  

Dekho phir raat aa gai


Dekho phir raat aa gai

Tanhaiyo me waqt ki baat aa gai

Hum to yu hi bethe thy sitaro ki panah me

Chand ko dekha to tumhari yaad aa Gai..!

Na Guzra Karo


Na Guzra Karo Un Galiyon Se Jahan Wo Saath Tha
..."MOHSIN"...


Wo Galiyaan Bhi Tarap Uthti Hain Tujhey Akella Dekh Kar,

Hm to mojod thy


Hm to mojod thy raaton me ujalon ki trha
"Log nikly hi nhi dhondny walon ki trha
"Dil to kya hm rooh me uter jate
"Kisi ne chaha hi nhi chahne walon ki trha..!

Ishq


 Ishq ka azal se ye dastor he ¤ sagar ¤

...... Jo is ko jan leta he ¤
... Ye us ki jan leta he

IK TAZA HAKAYT HA


IK TAZA HAKAYT HA
SUNN LO TO ANAYT HA
Ik shakhs ko dekha tha
Taron ki trh hm ny
Ik shakhs ko chaha tha
Apnon ki trh hm ny
Ik shakhs ko smjha tha
Pholon ki trh hm ny
Wo shakhs qayamt tha
Kya us ki kren baten
Din us k liy paida
Ar us ki hi thi raaten
Kam milta kisi sy tha
Hm sy thi mulaqaten
Rng us ka shahabi tha
Zulfon mn thi mehkaren
Ankhen thi k jaado tha
Palken thi k tlwaren
Dushman B agr dekhen
So jan sy dil haaren
Kuch TUM sy wo milta tha
Baton mn shabaht thi
Hn TUM sa hi lgta tha
Shokhi mn
Shrart mn
Lgta B TUMHI sa tha
Dastoor-e- MUHABT mn
Wo shakhs hmen ik din
Apnon ki trh bhola
Taaron ki trh doba
Phoolon ki trh tota
Phr hath na aya wo
Hm ny boht dhonda
TUM kis liy chonky ho
Kb zikr TMHARA ha
Kb TUM sy tqaza ha
Kb TUM sy shikayt ha
Ik taza hikayt ha
Sun lo to inayt ha
Ik shaks ko chaha tha taron ki trh hm ny.

Wafa


Youn Wafa k Silsaly Musalsal Naa Rakh Kisi se...

Log Ik Khata k Badly Sari Wafain Bhool Jaty hain......!!

O'bekhbr


"O'bekhbr tuje kya khbr teri ankhon me kesa Kmal he'

"Tuje dekh le jo bs ik nzr us ki ankhon me phr ye swal hy"

"Muje neend se q jga dya,Muje khwab kesLipti rahi wajood se khushbo tamam raat..!!

Aatey rahey ho yaad mujhey tum tamam raat..!!

Us ne barey khuloos sey mangi thi roshni..!!

Girtey rahey maa dikha deya"

"Koi noor hai,koi hoor ha,ya k sadgi ki misaal hy"

"Teri sans se meri aas hy,tu jo pas ha to ye sans hy"

"Muje zindagi ki to bhek de merkaan pe jugno tamam raat..!!

Rota raha wo aap hi apney naseeb per..!!

Apney galey main daal k baazu tamam raat..!!

Fursat na thi Tabeeb ko apney hi dai zindgi ka swal hy"

"Meri hr nzar me basa hai tu, mere hr Qalm pe likha hai Tu.

"Tuje soch loon to Ghzal meri,na likh skon to khyal hy.rd sey..!!

Peetey rahey Mareez bhi aansu tamam raat..!

Hairan na hua kro


Hairan na hua kro yon mere yad krne pr,


Taluq jin se dil ka ho wo aksar yad aty hen..

Kabi Ulfat Bhara Lehja


Kabi Ulfat Bhara Lehja, Kabi Utra Hoa Chehra, Samaj Me Kuch Nh Aata, Bta Mera Gunah Kia Hai,

Meri Uljhan Mita to De, Mujhe Itna Bta to De, Me Mujrim Hon, Ya Mehram Hon, Saza Kia Hai, Jaza Kia Hai,

Meri Sansein To Chalti Hain, Teri Yaadon Se Ae Hum-Dum,

Nahi Fursat K Ye Sochon, Fana Kia Hai, Baqa Kia Hai,

Mera Ye Dil, Meri Dharkan, Meri Sansein, Ye Sab Mohsin,

Ye Sab Kuch Naam Tere Hai, Bata Peeche Bacha Kia Hai.

guzar jaye gi


Jab guzar jaye gi bahar to kia karo gay,

Yad aye ga mera pyar to kia karo gay,

Satate ho aise jaise ajnabi hon me,

Jab roth gaya tum se yar to kia karo gay,

Apnao gay kisi or ko mujhe tanha chor kar,

Usay hoga na tum se pyar to kia karo gay:

Jiss Ko


Jiss Ko
Dekha Ussi
Ko Mukhlis Paya "IME"

Bahot Faraib
Diya Hai Meri
Nigahon Ney
Mujhe....

Majburiyon k dour mein,


Majburiyon k dour mein,
Jaan se Azeez Log ......!

Bewafa na bhi ho'n Badal zaror jatay hain......!!

Wednesday 8 May 2013

Q Na Phir Se


Q Na Phir Se Usy Milny Ka Irada Kr Loon,

Zakham Ye Sadiyon Purana Tar-o-Taza Kr Loon,

Phir Se Keh Doon Usy K Tum Meri Aqidat Ho,

Phir Se Guzri Mohabbaton Ka Eyada Kr Loon,

Sonp Doon Ab Ye Apni Shokh Tabiyat Us Ko,

Sochta Hoon K Khud Ko Is Qadar Saada Kr Loon,

Ya Usay Pa K Bhula Doon Main Dard-O-Gham Apne,

Ya Us K Hijr Ka Gham Or B Zyada Kr Loon,

Wo To Hr Qasam Hans K Torr Jata Hy,

Phir Naya Kis Tarha Us Sy Koi Wada Kr Loon...?

Sahib E aqal ho


Sahib E aqal ho...!
Ik mashwara mukhlisana chahiye!


Zindagi sy tang hoon,
khud kushi karoon yaaaaa..... IshQ........?

Seekha Hai Jab Se


Seekha Hai Jab Se Main Nay Falsfa-e-zindagi..

Kaisay Kahon K Us Ka Rawayya Badal Gaya..

Jiss Ne Kaha Tha Saath Chalein Gay Tamam Umr..

Badla Hawa Nay Rukh To Waada Badal Gaya..

Un Ko Tha Ye Gumaan, Wo Dil Haar Jaein Gay..

Shayad Issi Liye Unka Iraada Badal Gaya..

Hairat Hai ''Faraz'' K Muddat Qaleel Mein..

Wo Shakhs Meri Soch Se Zyada Badal Gaya..!

aadat ho he jaati hy


Ye zehmat bhi to rafta rafta rehmat ho he jaati hy,

Musalsal gham se gham sehnay ki aadat ho he jaati hy,

Maseeha ho agar tum sa
zrurat kya hy marham ki,

K kaanton se b zakhmo ki jaraahat ho he jaati hy,

Ta'alluQ jin se ho un pr
gila aaya he krta hy,

Mohabbat jin se ho un se
shikaayat ho he jaati hy,

Zruri to nahi sooraj
Sawaa naizay pe aa jaye,

Badl jae koi apna qyamat ho he jaati hy.

Kehte hain usay shehar k sub log masiha


(MEER TAQI MEER)

Kehte hain usay shehar k sub log masiha

Wo shakhs mere dard se anjaan sa Q hai

Be- adal hi hoti rahi yahan pyar ki takseem

Is mulk me pyar ka fukdaan
Sa Q hai

Izhar K bawajood b wo mjko muyassar nahi to phr

Seenay me us se pyar ka toofan sa Q hai

Jo hum se koi ta'alluk hi nhi rakhna chahta

Us shakhs k lout aane ka imkaan sa Q hai

Mitti ka bana hai to ghul Q nahi jata

Pathar ka agr hai to phr insan sa Q hai.      

Kbhi yad aye to poochna


Kbhi yad aye to poochna!

Zra apni khalwat-e-shaam sy,

Kisay ishq tha teri zat sy ,

Kisay pyar tha teray naam sy,

Zra yaad kr k wo kon tha,

Jo kbhi t
Zameen pe chal na saka aasman se b gaya

Kate jo par to parinda uraan se b gaya

Bhula diya to bhulane ki intiha kar di

Ab Wohi shakhs Mere wahm-o-
gumujhay b aziz tha,

Wo jo jee utha teray naam sy,

Wo jo mr mita teray naam pe,

Humein berukhi ka nahi gila,


K yahi wafaon ka hay sila ,

Magar aisa juan se b gaya

Kisi k hath se nikla hua woh teer hon Mai

Hadaf ko choo na saka aur kaman se b gaya

Tabah kar gai Mujhe pakkay ghar ki khowaish

Mai apnerm tha konsa,

Gaye hum dua-o-salam sy,

Na kbhi visaal ki chah ki,

Na kbhi firaq me aah ki,

K mera treqa-e-bndgi,

Hy juda treqa-e-aam sy. gaaon k kachay makan se b gaya

Parai aag mai kooda to kiya mila 'Shaam'

Usay bacha na saka
Apni jaan se b gaya.....

Dasht-e-Wafa


Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha

Dekha To Aik Dard Ka Darya qareeb Tha

Guzry Jidhr Jidhr Se Tamanna Ke Qaafilay

Hr Hr Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha.

Kuch Aisi Meharban To Na Thi Hum Pe Zindagi,

Kyun Har Koi Jahan Mein Hamara Raqeeb Tha?

Kya Kya Lahoo Se Apne , Kiya Hum Ne SurKharoo,

Us Dour K Nagar Ko Jo Dil K Kareeb Tha.

Apna Pata Tou us ne Diya Tha Mujhay "WASI"

Main Khud Hi Kho Gaya To Yeh Mera Naseeb Tha.

Wo jazbon ki tijarat thi


  ~"GHAZAL"~ ~~~~~~~
Wo jazbon ki tijarat thi,
ye dil, kuch or samja tha.

Ussy hansny ki aadat thi,
ye dil, kuch or samja tha.

Mujy us nay kaha aao, nayi duniya basatay hain,

Usay soojhi shararat thi,
ye dil, kuch or samja tha.

Hamaisha us ki ankhon me, dhannak se rang hotay thy,

Ye uski aam halat thi,
ye dil, kuch or samja tha.

Wo mery paas baitha dair tak ghazlain sunta tha,

Usay khud say muhabbat thi,
ye dil, kuch or samja tha

MafHoom-e-Ghalt Fehmi


Os ny Mujh se Pocha MafHoom-e-Ghalt Fehmi kia Hy...??""

Mai Muskra k BoLa, "Tum se Umeed-e-WaFa Krna".

Karo Phir Sy Koi Wada


Karo Phir Sy Koi Wada, Kbhi Na Phir Bicharny Ka.,.



Tumhein Kya Fark Parta Hai, Bicharny Mein, Mukarny Mein.,

Zindagi-bhar


Zindagi-bhar udaas rehna hai,
Sochta hon to muskurata hon...

Ab Us K Dil Pe

Ab Us K Dil Pe Meri Hakkumat Nahi Rahi.................!!!*
 - - Ab Dastaras Se Ye Bhi Ilaaqa Nikal Gaya....!

Phir bi


Phir bi Bethi Ha Khizaan, Baagh Ki Deewar K Saath,

Jab K Pata bi Nhi, daman-E-Ashjaar K Saath...!

Aik Hay Meri Anaa, Aik Anaa Kis Ki Hay?

Kis Nay Deewar Bana Di, Meri Deewar K Saath...?

Tum Barray log ho ,seedhay he Guzar jatay ho,

Warna Kuch Tang se Galyaan bi hain, Ba'zaar k saath...!

MustaqiL Dard Ka Sauda, Hay Zara Narmi Say,

Kuch Riaayat bi To Kartay Hain, Khareedar K Saath...!

Mein Nay Pehchan Liya Door Say ,Ghar Tera Hay,

PhooL Liptay Huway Dekhay, Jahan Deewar K Saath..!!

Ta'aluq


Ta'aluq Baad Main
Tabdeel Ho Kr Jo Bhi
Reh Jaaye

Mohabbat Main Wo
Pehla Muskurana
Yaad Rehta Hy !!!

Kabi Samoya


Kabi Samoya Kabi Daboya Kabi Nikaal Bahar Phenka...

Samandar-E-Ishq Teri Aadtein Mery APNO Jesi Hain.

Main logon se


Main logon se mulaqaton k lamhy yad rakhta hon.

Main baatein bhol bhi jaon to lehjy yad rakhta hon.

Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logon ki parti hain,

Nigahon k hawaly se wo chehry yad rakhta hon

Zara sa hut k chalta hon zamany ki riwayat se

K jin pe bojh main daloon wo kandhy yad rkhta hon.

Na wo milta hy


Na wo milta hy na milny ka ishara koi,,,

kaisy umeed ka chamky ga sitara koi..

Had sy ziyada na kisi sy bhi mohabbat karna,,,

jan laita hy sada jan sy pyara koi...

Bwafai k sitam tm ko samajh aa jaty,,,,,

kash tum jaisa agar hota tumhara koi,

Chand ny jagty rehny ka sabbab pocha hy,

kia kahin"toot gia khawab hamara koi,

Sub taaluq hain zarort k yahan pr
=M0HSIN=
Na koi dost he apna' na sahara koi.

Kia Bura


Kia Bura Hai K Mai Eqrar-e-Mahabbat Kr loon..!


Log Wesay Bhi To Kehte hein Gunah-Gaar mujhE..!!

khud hi


khud hi hain baais-e-takleef hum apny liye Warna

Na hum hoty, na dil hota, na dil'azariyan hoten..!

Agar


Agar wo puch len hum say tumhey kis bat ka ghum hai.....

To phir kis bat ka ghum hai agar wo puch len hum say.....

Sikhaa Di By-Rukhi Bhi,
Tumhen Zaalim Zamaany Ny,,,

K Tm Jo Seekh Lety Ho
Hm Hi Py Aazmaaty Ho...!

Sunday 5 May 2013

Bohat din


"Bohat din ho gaye shayed

Tera chehra nahi dekha

Tumharay bin sabhi mnzr

Adhuray hy mery dil k

Meri aankhon ne muddat se

koi sapna nahi dekha

To aisay me mery mohsin

Faqat itni guzarish hai

Agr kuch waqt mil jaye

Hamain b yad kar lena

Bohat din ho gaye shayed...

Koi Apna nahi dekha..."

Dar_E_ Parda Raqeebon Se


Dar_E_ Parda Raqeebon Se Gilay Shikwe Nahi Achy,

Tumhain Jo Bhi Shikayet Thi Hamaray Rubru Kartay..!

tark-e-taluk

فرازترک_تعلق توخیر کیاھو
گایہی بہت ھے کہ کم کم ملاکرواس سے

Raat


Raat KiSi Ki Yad Hmari Neendon Se Takrai Ti

Khuwab Nagar Men Aap MilY Thy JagY To Tanhai Ti

Shor Boht Tha PaS HmarY Dhoka Khaya Kanon Ne

Rog PuraneY Cheekh RahY Thy Hm SamjhY Shehnai Ti

US Ko AatY Dekha Tha Pr Hm Hi Wapis Lot Gaye

Aj Talak Me Soch Raha Hun Shayed MilnY AaYi Ti

Aisa WaQt B Guzra Hy Jab UsS Ko Dekh K JeetY Ty

Me UsS Ka Tha Saya Yaro Wo Meri Parchai Thi<

>Aur KisSi Ka Khuwab Bhala Phr KesY Ata Ankhon Men<

>Apni Ankh Ko Yad Teri Ki Chadar Jo Pehnai Thi<

>Kesi Ye TaQdeer Thi " saagr " KisS Ko IsS Ka Dosh Men Dun<

>Pal Do Pal Ka Sath Tha Apna IsS Ke Bad Judai Ti.  

Aisa Ho ß Sakta Hy


YaQeen Aata NAhi Dil Ko, K Aisa Ho ß Sakta Hy

Hmara Hal-e-Gham Sun Kar Wo Zalim Ro ß Sakta Hy

Kaßi Insan Akela Ho K ß Tanha Nahi Hota

Sar-e-Mehfil Kaßi ßethy ßethaaye Kho ß Sakta Hy

Taajuß Kyun Hy Tum Ko Hamari ße-Gunahi Per

Karm Ka Ek Qatra Dagh-e-Daman Dho ß Sakta Hy

Kaßi Insan Ko Neend Aati Nahi Pholon K ßistr Per

Kaßi Pathar Py Sar Rakh Kar Mazy Sy So ß Sakta Hy

Wo Kehty Hain Teri Khatir Sitary Torr Laen Gy

ßa-Zahir Yun Nahi Hota Magr Yun Ho ß Sakta Hy...!

Itna to yaad rakh mujhy


"Itna to yaad rakh mujhy,

Jesy kisi kitaab mein,
Beety dino k dost ka,
Ek khat para hua milay,

Lafz mity mity sy hon,
Rang ura ura sa ho,
Lekin wo ajnabi na ho,
Bhoolay huay tamam dukh,

Guzray huay tamam sukh,
Beety dino ka sb kuch,

Tujh sy kahey or ro paray,

Bas itna to yaad rakh mujy....

ph0ol


Tj k0 kis ph0ol ki nishani daita?

Tu juda Aisy hi m0sam mai h0wa...

jß darakht0oN k hath khali thy ?

Åjåb


Åjåb Ye Mårhålå Åyå, K Hijr_0_Qurb Yåksåå'n Håin...

Åsår Åb Kuch Nahee'n H0tå, Jåfå Kår l0, Wåfå Kår l0....

Tum ne


Tum ne puchha hay magar kesay bataen tum ko,

Dukh ibaarat to nahin hay k tumhein likh bhejain....!

Raat Din


Raat Din Hijar Ki Wehshat Bhi Nahi Rakhni Hai,
Kisi Se Ab Itni Muhabbat Bhi Nahi Rakhni Hai,

.

Jis Ka Ji Chahay Humein Torr K Tukray Karday,

Is Qadar Narm Tabiyaat Bhi Nahi Rakhni Hai.

Us ki aadat


Us ki aadat wohi, har baat adhoori karna!

Aur phir baat ka mafhoom badaltey rehna!

Aag se seekh liya hai ye kareena ham ne,

Bujh bhi jana to bari dair sulagtey rehna!

Jaane kis umr mein jaye gi ye aadat apni,

Roothna us se to auron se ulajhtey rehna.....!!

Hum ne kati hain


Hum ne kati hain uski yad me ratain aksar

Dil se guzri hain sitarun ki baratain aksar

Hum se ak bar b na jeeta hai na jeetay ga koi

Wo to hum jan k kha letay hain maatain aksar

Un se pucho kabhi chehray b prhay hain tum ne

Jo kitabun ki kiya krtay hain batain aksar

Hum ne un teyz hawao'n me jalaye hain charagh

Jin hawao'n ne ulat di hain basatain aksar

Aur to koi nahi jo mujh ko tasalli deta

Hath rakh deti hain dil pe uski yadain aksar.

Yad Karny


Yad Karny Ki Ham Ny Had Kar Di..

.....lekin.....

Bhool Jany Mein Tum Bhi Kamal Rakhty Ho.. ..

Kehna ghalt ghalt


Kehna ghalt ghalt to chupana sahi sahi,

Qasid kaha jo us ne batana sahi sahi,

Ye subha subha chehre ki rangaat urri hui,

Kal raat tum kahan the batana sahi sahi,

Dil le k mera hath main kehte hain mujh se wo,

Kya lo ge is ka daam, batana sahi sahi,

Aankhein milao ghair se, do hum ko jam-e-maye,

Saqi tumhain qasam hai pilana sahi sahi,

ay maye farosh bheer hai teri dukan pr,

Gahaq hain hum be-maal dikhana sahi sahi,

GHALIB to jan-o-dil se faqt aap ka hai bus,

kya aap bhi hain us k batana sahi sahi..,

Khuwaab


Ay Neend Aa Bhi Jaa K Mulaaqaat Ho Saky....!!




Kaafi Dino Se Khuwaab Me Dekhaa Nahein Ussay-,,,,

ho b sakta hai


"GHAZAL"

Ye Duniya hai
Yahan pe ye
Tamasha ho b sakta hai,

Abhi to Gam Hamara hai
Tumhara ho b sakta hai,

Na ye smjho k
Tum hi Aakhri meri
Mohabbat ho,

Mohabbat jurm hai
Hum se
Dubara ho b sakta hai,

Tera milna,
Bicher jana,
Bicher k phir se mil jana,

Hamesha ki judai ka
ishara ho b sakta hai,

Tum apny ap ko hr-giz koi ilzam mat dena,

Ye sooda hai
Mohabbat ka
khasara ho b sakta ha..
.

Ajab tkazay


Ajab tkazay hain chahaton k
Bari kathin ye musaftain hain,

Main jis ki rahon mein bichh gya hoon
Usi ko mujh se shikaytain hain,

Shikayatain sab bja hain lekin
Main ksay us ko yaqin dilaoun,

Jo mujh ko jan se azeez tr hai
Usay bhulaoon to mar na jaoun...

Main is khamoshi k imtehan mein
Kahan kahan se guzar gya hoon,

Usay to shayad khabar nhi hai
main dheeray dheeray bikhar gya hoon...

Nazar


Nazar sy Door Reh Kar Bhi Kisi Ki Soch Mein Rehna,,

Kisi K Pass Rehney Ka Buht Acha Tareeqa Hy...!!

Na-Jane


Na-Jane Kitni muddt se hai Dil mn Yeh amal Jari..

Zra c thyyss lgti hai, Zra sa t00t Jata hai...!

raat bhar

Akela raat bhar tarpa mareez e sham e gham tanha...
na tum aye na neend ai , na chain aya na mot ai....!!!!

Nazar


Nazar mein neend ki hasrat liye chup chap bethy hen,,,,,

Woh hum se door reh kr bhi hmein sonay nahi dety'''

Shikast-e-DiL


Mjhko Shikast-e-DiL ka maza yad aa gaya!

Tm Q udas ho gaye? Kya yad aa gaya?

Kehne ko zindagi thi bohat Mukhtasir magar,

Kuch youn basar hui k 'KHUDA' yad aa gaya!

Barse baghair hi jo ghata aage nikal gai,

Ek Be-Wafa ka Ehd-e-Wafa yad aa gaya!

Yun chonk uthe woh,Sun kr mera shikwa,

Jese unhen b koi gila yad aa gaya!

Hairat hai tmko dekh k masjid me Ae! Galib?

Kya bat ho gai jo 'KHUDA' yad aa gaya.....

wasson


Machaltey rehte hein zehno mein was-wasson ki tarha >>>

Haseen log bi wabaal-e-jaan hote hein..........!!!!

kha'hish


Ik ye kha'hish k koi zakhm na dekhy dil ka...

Ik Ye Hasrat K Koi Dekhny Wala Hota...

Reza reza


Reza reza Hai mera aks,
t0 Hairat yeh Hai,


Mera Aeina salamat Hai, t0 phir t0ota kya Hai.....?

Dard


*Aur Bhi Ker Deta Hai Dard Main Izaafa ''MOHSIN"
.
.
*Teray Hotay Huway Ghairon Ka Dilaasa Dena.

Paheli


AjaB" Paheli" Hai ye Haath ki Lakeron Mein,....!

"Safar Likhay Hain MagaR Rasta Nahin Likha...!