Main logon se mulaqaton k lamhy yad rakhta hon.
Main baatein bhol bhi jaon to lehjy yad rakhta hon.
Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logon ki parti hain,
Nigahon k hawaly se wo chehry yad rakhta hon
Zara sa hut k chalta hon zamany ki riwayat se
K jin pe bojh main daloon wo kandhy yad rkhta hon.
No comments:
Post a Comment